hale dil ki dawa mil gai hai, bahaar me hawa mil gai hai. Chaman me zindagi mil gai hai, zindagi me mohabbat mil gai hai. Rahmat ke dar se kisi ko zindagi mil gai hai, ''juned''kitna khushnaseeb us ko zindagi mil gai hai.
Hamare mulk me schools me kya history padhai jati hai jante hai kya.brh ke ek sarkari school me jisme nursery se inter tak ki taleem di jati hai usme class 8 me techer ne yeh kha student se ki badshah AURANGZEB ne mandire tudwa kar masjidu ne uski ete use ki.jabki yeh sarasar galat hai agar woh aisa kar rha tha tab uske darbaar me 183 mansabdar the 183 mansabdar to akbar ke darbar me bhi nhi the tab woh chup kyo rhe.woh jante the ki badshah aisa nhi karta balki woh to mandiro ko badi badi jageeer deya karta tha jiska saboot aaj bhi mil jayga.jain dhram ki kitabu me AURANGEB ki badi tareef hai aur jain log badshah aurangzeb ka naam bade adab se lete hai.matlab aaj jo history padhai ja rahi hai woh galat hai.
Aaj kal hamare mulk me bharat ratan ko lekar bawal macha hai kisko de aur kisko nhi .hai mere ratan tumhari yeh izzat hai kya ki dgabazi karne wale tumhare haqdar ho aur imandar dekne ko tarse.